socha tha lauT aa.ega apna samajh ke vo
us ko gila hai mujh ko pukara nahin gaya

Shahzan Khan Shahzan
Shahzan Khan Shahzan
Sherशेर
See all 9 →socha tha lauT aa.ega apna samajh ke vo
सोचा था लौट आएगा अपना समझ के वो
mujh ko sukun men dekh ke hairat na ho tujhe
मुझ को सुकूँ में देख के हैरत न हो तुझे
jab tu hi dekhne ko mayassar nahin hamen
जब तू ही देखने को मयस्सर नहीं हमें
bas is khayal se kahin duniya na dekh le
बस इस ख़याल से कहीं दुनिया न देख ले
vo khiDki ab aur kisi ko takti hai
वो खिड़की अब और किसी को तकती है
is darja mujhe 'ishq ne mazbut kiya hai
इस दर्जा मुझे 'इश्क़ ने मज़बूत किया है
Popular Sher & Shayari
18 totalmujh ko sukun men dekh ke hairat na ho tujhe
ye soch ke main zakhm koi sil nahin raha
jab tu hi dekhne ko mayassar nahin hamen
ankhon ko rakh na den kahin bahar nikal ke
bas is khayal se kahin duniya na dekh le
likh kar tumhara naam miTana paDa hamen
vo khiDki ab aur kisi ko takti hai
main ne bhi us gali men jaana chhoD diya
is darja mujhe 'ishq ne mazbut kiya hai
hans hans ke main sah leta huun nuqsan vaghaira
sochaa thaa lauT aaegaa apnaa samajh ke vo
us ko gila hai mujh ko pukaaraa nahin gayaa
zindagi puchh na baiThe tire baare mein kahin
teri tasvir banaate hue Dar lagtaa hai
hanste hue chehron se hamein hoti hai vahshat
ham log udaasi ke shajar DhunD rahe hain
mujh ko sukun mein dekh ke hairat na ho tujhe
ye soch ke main zakhm koi sil nahin rahaa
jab tu hi dekhne ko mayassar nahin hamein
aankhon ko rakh na dein kahin baahar nikaal ke
bas is khayaal se kahin duniyaa na dekh le
likh kar tumhaaraa naam miTaanaa paDaa hamein
Ghazalग़ज़ल
ghazal kaa koi bahaana bahut zaruri hai
ग़ज़ल का कोई बहाना बहुत ज़रूरी है
ghazlon mein teraa husn utaaraa nahin gayaa
ग़ज़लों में तेरा हुस्न उतारा नहीं गया
khud ko tumhaare 'ishq mein rusvaa kiyaa gayaa
ख़ुद को तुम्हारे 'इश्क़ में रुस्वा किया गया
baDe jatan se baDi mushkilon se milte hain
बड़े जतन से बड़ी मुश्किलों से मिलते हैं
rangon mein tere mujh ko Dubotaa chalaa gayaa
रंगों में तेरे मुझ को डुबोता चला गया





