dil ki baazi haar ke roe ho to ye bhi sun rakkho — Tauseef Tabassum
dil ki baazi haar ke roe ho to ye bhi sun rakkho
aur abhi tum pyaar karoge aur abhi pachhtaaoge
Urdu
دل کی بازی ہار کے روئے ہو تو یہ بھی سن رکھو
اور ابھی تم پیار کرو گے اور ابھی پچھتاؤگے
Hindi
दिल की बाज़ी हार के रोए हो तो ये भी सुन रक्खो
और अभी तुम प्यार करोगे और अभी पछताओगे

Tauseef Tabassum
Tauseef Tabassum
poet10 quotes