pahnaa de chaandni ko qabaa apne jism ki — Wazir Agha
pahnaa de chaandni ko qabaa apne jism ki
us kaa badan bhi teri tarah be-libaas ho
Urdu
پہنا دے چاندنی کو قبا اپنے جسم کی
اس کا بدن بھی تیری طرح بے لباس ہو
Hindi
पहना दे चाँदनी को क़बा अपने जिस्म की
उस का बदन भी तेरी तरह बे-लिबास हो

Wazir Agha
Wazir Agha
poet34 quotes