simTe hue jazbon ko bikharne nahin detaa — Zaki Tariq
simTe hue jazbon ko bikharne nahin detaa
ye aas kaa lamha hamein marne nahin detaa
Urdu
سمٹے ہوئے جذبوں کو بکھرنے نہیں دیتا
یہ آس کا لمحہ ہمیں مرنے نہیں دیتا
Hindi
सिमटे हुए जज़्बों को बिखरने नहीं देता
ये आस का लम्हा हमें मरने नहीं देता

Zaki Tariq
Zaki Tariq
poet9 quotes