Quote
"ye zindagi kuchh bhi ho magar apne liye to kuchh bhi nahin bachchon ki shararat ke alava"
"mere siine se zara kaan laga kar dekho saans chalti hai ki zanjir-zani hoti hai"
میرے سینے سے ذرا کان لگا کر دیکھو سانس چلتی ہے کہ زنجیر زنی ہوتی ہے
मेरे सीने से ज़रा कान लगा कर देखो साँस चलती है कि ज़ंजीर-ज़नी होती है

"ye zindagi kuchh bhi ho magar apne liye to kuchh bhi nahin bachchon ki shararat ke alava"
"agar yunhi mujhe rakkha gaya akele men baramad aur koi is makan se hoga"
"ishq kar ke bhi khul nahin paaya tera mera muamla kya hai"
"hamare ghar ke qarib ek jhiil hoti thi aur us men shaam ko suraj nahaya karta tha"
"main jis sukun se baiTha huun is kinare par sukun se lagta hai mera qayam akhiri hai"
"ek mohabbat aur vo bhi nakam mohabbat lekin is se kaam chalaya ja sakta hai"