Sher
"azadiyon ke shauq o havas ne hamen 'adil' ik ajnabi zamin ka qaidi bana diya"
"teri janib aa raha huun ruuh ki taskin ko main hasraten dil ki main duniya men nikal aaya bahut"
تیری جانب آ رہا ہوں روح کی تسکیں کو میں حسرتیں دل کی میں دنیا میں نکال آیا بہت
तेरी जानिब आ रहा हूँ रूह की तस्कीं को मैं हसरतें दिल की मैं दुनिया में निकाल आया बहुत

"azadiyon ke shauq o havas ne hamen 'adil' ik ajnabi zamin ka qaidi bana diya"
"ehsan-e-rab mohabbaten itni milin 'adil' is umr-e-mukhtasar men na lauTa sakenge ham"
"jis ka sakin hai miri zaat men ab tak zinda phuul us qabr pe ja kar main chaDha.un kaise"
"mira dil TuuT jaane par miyan hairat bhala kaisi agar rasta badal jaa.e sitare TuuT jaate hain"
"mujhe to lagta hai jaise ye ka.enat tamam hai bazgasht yaqinan sada kisi ki nahin"
"tujh se juda hue to ye ho ja.enge juda baaqi kahan rahenge ye saa.e tire baghair"