Sher
"ab to har ek adakar se Dar lagta hai mujh ko dushman se nahin yaar se Dar lagta hai"
"men iztirab ke aalam men raqs karta raha kabhi ghubar ki surat kabhi dhuan ban kar"
میں اضطراب کے عالم میں رقص کرتا رہا کبھی غبار کی صورت کبھی دھواں بن کر
में इज़्तिराब के आलम में रक़्स करता रहा कभी ग़ुबार की सूरत कभी धुआँ बन कर

"ab to har ek adakar se Dar lagta hai mujh ko dushman se nahin yaar se Dar lagta hai"
"tu jugnu hai faqat raton ke daman men basera kar main suraj huun tu mujh se ashna.i kar nahin sakta"
"ghamon ki dhuup men milte hain sa.eban ban kar zamin pe rahte hain kuchh log asman ban kar"
"ashk ankhon men liye aThon pahar dekhega kaun ham nahin honge to teri rahguzar dekhega kaun"
"har naghma-e-pur-dard har ik saaz se pahle hangama bapa hota hai aghaz se pahle"
"main chahta tha ki us ko gulab pesh karun vo khud gulab tha us ko gulab kya deta"