Sher
"roz milne pe bhi lagta tha ki jug biit ga.e ishq men vaqt ka ehsas nahin rahta hai"
"main ne kaha ki dekh ye main ye hava ye raat us ne kaha ki meri paDha.i ka vaqt hai"
میں نے کہا کہ دیکھ یہ میں یہ ہوا یہ رات اس نے کہا کہ میری پڑھائی کا وقت ہے
मैं ने कहा कि देख ये मैं ये हवा ये रात उस ने कहा कि मेरी पढ़ाई का वक़्त है

"roz milne pe bhi lagta tha ki jug biit ga.e ishq men vaqt ka ehsas nahin rahta hai"
"ye tanha raat ye gahri faza.en use DhunDen ki us ko bhuul jaa.en"
"maut khamoshi hai chup rahne se chup lag ja.egi zindagi avaz hai baten karo baten karo"
"dil fasurda to hua dekh ke us ko lekin umr bhar kaun javan kaun hasin rahta hai"
"guzre hazar badal palkon ke saa.e saa.e utre hazar suraj ik shah-nashin-e-dil par"
"mil hi ja.ega kabhi dil ko yaqin rahta hai vo isi shahr ki galiyon men kahin rahta hai"