Quote
"agar nazara hai manzur khasta-halon ka to aao khol den juuDa tumhare balon ka"
"gada-e-kucha-e-janan huun martaba hai baDa ki mere naam hai jagir be-nava.i ki"
گدائے کوچۂ جاناں ہوں مرتبہ ہے بڑا کہ میرے نام ہے جاگیر بے نوائی کی
गदा-ए-कूचा-ए-जानाँ हूँ मर्तबा है बड़ा कि मेरे नाम है जागीर बे-नवाई की

"agar nazara hai manzur khasta-halon ka to aao khol den juuDa tumhare balon ka"
"apna saani vo aap hi nikle aa.ina bhi dikha ke dekh liya"
"va.ada-e-vasl gar kisi se nahin aap kyuun be-qarar phirte hain"
"zikr karta hai is tarah mera mujh ko goya miTa.e jaata hai"
"ek rutba hai tire dar pe gada-o-shah ka asman kaae liye phirta hai mehr-o-mah ka"
"na chitvan aap ki Thahri na dil mira Thahra use sukun ho to is ko bhi kuchh qarar rahe"