Sher
"ghairon se kaha tum ne ghairon se suna tum ne kuchh ham se kaha hota kuchh ham se suna hota"
"ummid to bandh jaati taskin to ho jaati va.ada na vafa karte va.ada to kiya hota"
امید تو بندھ جاتی تسکین تو ہو جاتی وعدہ نہ وفا کرتے وعدہ تو کیا ہوتا
उम्मीद तो बंध जाती तस्कीन तो हो जाती वा'दा न वफ़ा करते वा'दा तो किया होता

"ghairon se kaha tum ne ghairon se suna tum ne kuchh ham se kaha hota kuchh ham se suna hota"
"ik ishq ka gham aafat aur us pe ye dil aafat ya gham na diya hota ya dil na diya hota"
"raat ki baat ka mazkur hi kya chhoDiye raat ga.i baat ga.i"
"aao husn-e-yar ki baten karen zulf ki rukhsar ki baten karen"
"qubul is bargah men iltija koi nahin hoti ilahi ya mujhi ko iltija karna nahin aata"
"umid-e-vasl ne dhoke diye hain is qadar 'hasrat' ki us kafir ki haan bhi ab nahin ma.alum hoti hai"