Sher
"ik khala, ek la-intiha aur main kitne tanha hain mera khuda aur main"
"yahi charagh hai sab kuchh ki dil kahen jis ko agar ye bujh gaya to aadmi bhi parchha.in"
یہی چراغ ہے سب کچھ کہ دل کہیں جس کو اگر یہ بجھ گیا تو آدمی بھی پرچھائیں
यही चराग़ है सब कुछ कि दिल कहें जिस को अगर ये बुझ गया तो आदमी भी परछाईं

"ik khala, ek la-intiha aur main kitne tanha hain mera khuda aur main"
"ham ne us chehre ko bandha nahin mahtab-misal ham ne mahtab ko us rukh ke mumasil bandha"
"gher leti hai koi zulf, koi bu-e-badan jaan kar koi giraftar nahin hota yaar"
"mohabbat aur ibadat men farq to hai naan so chhin li hai tiri dosti mohabbat ne"
"mire vajud ke andar mujhe talash na kar ki is makan men aksar raha nahin huun main"
"aankh jhapki thi bas ik lamhe ko aur is ke ba.ad main ne DhunDa hai tujhe zindagi sahra sahra"