Quote
"abhi chhuTi nahin jannat ki dhuul paanv se hanuz farsh-e-zamin par naya naya huun main"
"aankh jhapki thi bas ik lamhe ko aur is ke ba.ad main ne DhunDa hai tujhe zindagi sahra sahra"
آنکھ جھپکی تھی بس اک لمحے کو اور اس کے بعد میں نے ڈھونڈا ہے تجھے زندگی صحرا صحرا
आँख झपकी थी बस इक लम्हे को और इस के ब'अद मैं ने ढूँडा है तुझे ज़िंदगी सहरा सहरा

"abhi chhuTi nahin jannat ki dhuul paanv se hanuz farsh-e-zamin par naya naya huun main"
"yahi charagh hai sab kuchh ki dil kahen jis ko agar ye bujh gaya to aadmi bhi parchha.in"
"ik khala, ek la-intiha aur main kitne tanha hain mera khuda aur main"
"kisi sabab se agar bolta nahin huun main to yuun nahin ki tujhe sochta nahin huun main"
"ham ne us chehre ko bandha nahin mahtab-misal ham ne mahtab ko us rukh ke mumasil bandha"
"savad-e-hijr men rakkha hua diya huun main tujhe khabar nahin kis aag men jala huun main"