Sher
"kahin ranjha, kahin majnun hua vajud-e-ishq alamgir hai"
"anasir ki ghani zanjir hai so ye hasti ki ik ta.abir hai"
عناصر کی گھنی زنجیر ہے سو یہ ہستی کی اک تعبیر ہے
अनासिर की घनी ज़ंजीर है सो ये हस्ती की इक ताबीर है

"kahin ranjha, kahin majnun hua vajud-e-ishq alamgir hai"
"Tapak ke dida-e-nam se sada.en deta hai jo ek harf-e-tamanna dil-e-tabah men tha"
"miri vahshaton ka sabab kaun samjhe ki main gum-shuda qafila chahta huun"
"tumhari yaad ka marham banam-e-dil kar duun tamam hijr ke zakhmon ko mundamil kar duun"
"mujhe shak hai hone na hone pe 'khalid' agar huun to apna pata chahta huun"
"dasht-e-junun se aa ga.e shahr-e-khirad men ham dil ko magar ye saneha achchha nahin laga"