Sher
"main us ke va.ade ka ab bhi yaqin karta huun hazar baar jise aazma liya main ne"
"ghar men raha tha kaun ki rukhsat kare hamen chaukhaT ko alvida.a kaha aur chal paDe"
گھر میں رہا تھا کون کہ رخصت کرے ہمیں چوکھٹ کو الوداع کہا اور چل پڑے
घर में रहा था कौन कि रुख़्सत करे हमें चौखट को अलविदा'अ कहा और चल पड़े

"main us ke va.ade ka ab bhi yaqin karta huun hazar baar jise aazma liya main ne"
"surkhiyan khuun men Duubi hain sab akhbaron ki aaj ke din koi akhbar na dekha jaa.e"
"muddaton baad ham kisi se mile yuun laga jaise zindagi se mile"
"rakht-e-safar jo paas hamare na tha to kya shauq-e-safar ko saath liya aur chal paDe"
"kuchh yuun lagta hai tire saath hi guzra vo bhi ham ne jo vaqt tire saath guzara hi nahin"
"ho jaa.e jahan shaam vahin un ka basera avara parindon ke Thikane nahin hote"