Sher
"us se mil kar usi ko puchhte hain be-khayali si be-khayali hai"
"ghalat the vaade magar main yaqin rakhta tha vo shakhs lahja bahut dil-nashin rakhta tha"
غلط تھے وعدے مگر میں یقین رکھتا تھا وہ شخص لہجہ بہت دل نشین رکھتا تھا
ग़लत थे वादे मगर मैं यक़ीन रखता था वो शख़्स लहजा बहुत दिल-नशीन रखता था

"us se mil kar usi ko puchhte hain be-khayali si be-khayali hai"
"khanda-e-lab men nihan zakhm-e-hunar dekhega kaun bazm men hain sab ke sab ahl-e-nazar dekhega kaun"
"koi surat nahin kharabi ki kis kharabe men bas raha hai jism"
"pahle jo kaha ab bhi vahi kahte hain 'mohsin' itna hai ba-andaz-e-digar kahne lage hain"
"iblagh ke liye na tum akhbar dekhna ho justuju to kucha-o-bazar dekhna"
"lafzon ke ehtiyat ne ma.ani badal diye is ehtimam-e-shauq men husn-e-asar gaya"