Sher
"us se mil kar usi ko puchhte hain be-khayali si be-khayali hai"
"nairangi-e-siyasat-e-dauran to dekhiye manzil unhen mili jo sharik-e-safar na the"
نیرنگیٔ سیاست دوراں تو دیکھیے منزل انہیں ملی جو شریک سفر نہ تھے
नैरंगी-ए-सियासत-ए-दौराँ तो देखिए मंज़िल उन्हें मिली जो शरीक-ए-सफ़र न थे

"us se mil kar usi ko puchhte hain be-khayali si be-khayali hai"
"khanda-e-lab men nihan zakhm-e-hunar dekhega kaun bazm men hain sab ke sab ahl-e-nazar dekhega kaun"
"koi surat nahin kharabi ki kis kharabe men bas raha hai jism"
"pahle jo kaha ab bhi vahi kahte hain 'mohsin' itna hai ba-andaz-e-digar kahne lage hain"
"iblagh ke liye na tum akhbar dekhna ho justuju to kucha-o-bazar dekhna"
"lafzon ke ehtiyat ne ma.ani badal diye is ehtimam-e-shauq men husn-e-asar gaya"