Sher
"ji men aata hai mai-kashi kiije taak kar koi saya-dar darakht"
M
Munawar Khan Ghafil"jite-ji qadr bashar ki nahin hoti sahab yaad aa.egi tumhen meri vafa mere ba.ad"
جیتے جی قدر بشر کی نہیں ہوتی صاحب یاد آئے گی تمہیں میری وفا میرے بعد
जीते-जी क़द्र बशर की नहीं होती साहब याद आएगी तुम्हें मेरी वफ़ा मेरे बा'द
"ji men aata hai mai-kashi kiije taak kar koi saya-dar darakht"
"agar uryani-e-majnun pe aata rahm laila ko bana deti qaba vo chaak kar ke parda mahmil ka"
"nikla na dagh-e-dil se hamara to koi kaam na vo charagh-e-dair na sham-e-haram hua"
"ba.ad marne ke miri qabr pe aaya 'ghafil' yaad aa.i mire iisa ko dava mere ba.ad"
"lailatul-qadr hai har shab use har roz hai iid jis ne mai-khane men mah-e-ramazan dekha hai"
"vasl men bhi nahin majal-e-sukhan is rasa.i pe na-rasa hain ham"