Quote
"apne jalne men kisi ko nahin karte hain sharik raat ho jaa.e to ham sham.a bujha dete hain"
"aap ke lab pe aur vafa ki qasam kya qasam khaa.i hai khuda ki qasam"
آپ کے لب پہ اور وفا کی قسم کیا قسم کھائی ہے خدا کی قسم
आप के लब पे और वफ़ा की क़सम क्या क़सम खाई है ख़ुदा की क़सम

"apne jalne men kisi ko nahin karte hain sharik raat ho jaa.e to ham sham.a bujha dete hain"
"samjhega aadmi ko vahan kaun aadmi banda jahan khuda ko khuda manta nahin"
"ik roz chhin legi hamin se zamin hamen chhinenge kya zamin ke khazane zamin se ham"
"bhiiD tanha.iyon ka mela hai aadmi aadmi akela hai"
"ghalat-fahmiyon men javani guzari kabhi vo na samjhe kabhi ham na samjhe"
"jab ishq tha to dil ka ujala tha dahr men koi charagh nur-badaman nahin hai ab"