Sher
"'shaukat' hamare saath baDa hadisa hua ham rah ga.e hamara zamana chala gaya"
"ravish ravish pe chaman ke bujhe bujhe manzar ye kah rahe hain yahan se bahar guzri hai"
روش روش پہ چمن کے بجھے بجھے منظر یہ کہہ رہے ہیں یہاں سے بہار گزری ہے
रविश रविश पे चमन के बुझे बुझे मंज़र ये कह रहे हैं यहाँ से बहार गुज़री है

"'shaukat' hamare saath baDa hadisa hua ham rah ga.e hamara zamana chala gaya"
"baDe vasuq se duniya fareb deti rahi baDe khulus se ham e'tibar karte rahe"
"ajiib baat hai din bhar ke ehtimam ke ba.ad charagh ek bhi raushan hua na shaam ke ba.ad"
"mujhe to ranj qaba-ha-e-tar-tar ka hai khizan se baDh ke gulon par sitam bahar ka hai"