Sher
"raat ro ro ke guzari hai charaghon ki tarah tab kahin harf men tasir nazar aa.i hai"
"khol dete hain palaT aane pe darvaza-e-dil aane vaale ka irada nahin dekha jaata"
کھول دیتے ہیں پلٹ آنے پہ دروازۂ دل آنے والے کا ارادہ نہیں دیکھا جاتا
खोल देते हैं पलट आने पे दरवाज़ा-ए-दिल आने वाले का इरादा नहीं देखा जाता

"raat ro ro ke guzari hai charaghon ki tarah tab kahin harf men tasir nazar aa.i hai"
"uTha uTha ke tire naaz ai gham-e-duniya khud aap hi tiri aadat kharab ki ham ne"
"ye virani si yunhi to nahin rahti hai ankhon men mire dil hi se koi jada-e-vahshat nikalta hai"
"zamin itni nahin hai ki paanv rakh paa.en dil-e-kharab ki zid hai ki ghar banaya jaa.e"
"ajiib dard ka rishta tha sab ke sab ro.e shajar gira to parinde tamam shab ro.e"
"ye khayal tha kabhi khvab men tujhe dekhte kabhi zindagi ki kitab men tujhe dekhte"