Sher
"khizan aane nahin dunga kabhi main apne phulon par gulistan ko lahu de kar sanvarunga ye va'da hai"
"ab ye khvahish hai karen log hamari ghibat phail jaa.en tiri galiyon men khabar ki surat"
اب یہ خواہش ہے کریں لوگ ہماری غیبت پھیل جائیں تری گلیوں میں خبر کی صورت
अब ये ख़्वाहिश है करें लोग हमारी ग़ीबत फैल जाएँ तिरी गलियों में ख़बर की सूरत

"khizan aane nahin dunga kabhi main apne phulon par gulistan ko lahu de kar sanvarunga ye va'da hai"
"chhupa rahta hai dast-e-arzu khuddar logon ka baDi mushkil se apni zaat ka iz.har karte hain"
"sab log chal rahe the saDak par mila ke haath dekha jo ghaur se to kisi ka koi na tha"
"ghanimat jaan ghar ke is sukun ko darakhton ka abhi saaya ghana hai"
"ahl-e-junun pasand na the us ko is liye Thukra diya gaya mujhe majzub dekh kar"
"aaya na phir bhi chand utar kar zamin par karte rahe darakht ishare tamam raat"