Sher
qasid ka ravayya bhi baDa ghaur-talab tha
nai le ke gaya akhiri maktub hamara

Abu Hurrairah Abbasi
qasid ka ravayya bhi baDa ghaur-talab tha
nai le ke gaya akhiri maktub hamara
duniya men har bura.i ka khatma bhi saath hai
ravan ke saath saath yahan raam bhi to hai
duniyaa mein har buraai kaa khatma bhi saath hai
raavan ke saath saath yahaan raam bhi to hai
qaasid kaa ravayya bhi baDaa ghaur-talab thaa
nai le ke gayaa aakhiri maktub hamaaraa
ravayya dekh kar un kaa to ham naashaad ho baiThe
रवय्या देख कर उन का तो हम नाशाद हो बैठे
jaane se tere mujh pe ye kaisaa asar paDaa
जाने से तेरे मुझ पे ये कैसा असर पड़ा
bachaa ab kyaa hamaaraa hai
बचा अब क्या हमारा है
zahe nasib ki imkaan-e-zist ab tak hai
ज़हे नसीब कि इम्कान-ए-ज़ीस्त अब तक है
afsurdagi mein rahnaa miraa kaam bhi to hai
अफ़्सुर्दगी में रहना मिरा काम भी तो है
ye tishna-labi hi to hai uslub hamaaraa
ये तिश्ना-लबी ही तो है उस्लूब हमारा