Sher
agar ye kah do baghair mere nahin guzara to main tumhara
ya us pe mabni koi ta.assur koi ishara to main tumhara

Amir Ameer
agar ye kah do baghair mere nahin guzara to main tumhara
ya us pe mabni koi ta.assur koi ishara to main tumhara
ab us gharib chor ko bhejoge jail kyuun
ghurbat ki jis ne kaaT li padash jeb men
agar ye kah do baghair mere nahin guzaara to main tumhaaraa
yaa us pe mabni koi taassur koi ishaaraa to main tumhaaraa
ab us gharib chor ko bhejoge jail kyuun
ghurbat ki jis ne kaaT li paadaash jeb mein
tiri hi shakl ke but hain kai taraashe hue
तिरी ही शक्ल के बुत हैं कई तराशे हुए
na ghaur se dekh mere dil kaa kabaaD aise
न ग़ौर से देख मेरे दिल का कबाड़ ऐसे
pyaar ki har ik rasm ki jo matruk thi main ne jaari ki
प्यार की हर इक रस्म कि जो मतरूक थी मैं ने जारी की
tasvir teri yuun hi rahe kaash jeb mein
तस्वीर तेरी यूँ ही रहे काश जेब में
ye meraa aks jo Thahraa tiri nigaah mein hai
ये मेरा अक्स जो ठहरा तिरी निगाह में है
miri divaangi khud saakhta naiin
मिरी दीवानगी ख़ुद साख़्ता नईं