Sher
mujh ko jannat se uTha kar ye kahan phenk diya
apne maskan se bahut duur rahunga kaise
A
Arif AnsariArif Ansari
daastaan bhi mukhtalif lahja bhi yaaron se judaa
दास्ताँ भी मुख़्तलिफ़ लहजा भी यारों से जुदा
rahti hai sabaa jaise khushbu ke taaaqub mein
रहती है सबा जैसे ख़ुशबू के तआ'क़ुब में
apne ahbaab ko ashaar sunaane niklaa
अपने अहबाब को अशआ'र सुनाने निकला
alfaaz ke patthar kyaa pheinke gae paani mein
अल्फ़ाज़ के पत्थर क्या फेंके गए पानी में
dil kyaa kisi ki baat se andar se kaT gayaa
दिल क्या किसी की बात से अंदर से कट गया
zahraab-e-tishnagi kaa maza ham se puchhiye
ज़हराब-ए-तिश्नगी का मज़ा हम से पूछिए