Sher
tum ho ki muddaton men bhi mere na ho sake
main huun ki ek baat men divana ho gaya
B
Baldev RaajBaldev Raaj
har ik zarre se hai taabaani-e-shams-o-qamar paidaa
हर इक ज़र्रे से है ताबानी-ए-शम्स-ओ-क़मर पैदा
ab miri nigaahon mein auj hai na pasti hai
अब मिरी निगाहों में औज है न पस्ती है
zindagi hai ishq meri ruuh khuddaari miri
ज़िंदगी है इश्क़ मेरी रूह ख़ुद्दारी मिरी
gardish mein hai zamin bhi kyaa aasmaan ke saath
गर्दिश में है ज़मीन भी क्या आसमाँ के साथ
khizaan kaa koi vajud hai na chaman mein rang-e-bahaar hai
ख़िज़ाँ का कोई वजूद है न चमन में रंग-ए-बहार है
koi parda miyaan-e-ishq haail ho nahin saktaa
कोई पर्दा मियान-ए-इश्क़ हाइल हो नहीं सकता