Sher
kis qadar teri duaon men asar tha ai dost
ho gaya huun main sehat-yab dava se pahle

Danish Farahi
sitam ke baa'd bhi baaqi karam ki aas to hai
सितम के बा'द भी बाक़ी करम की आस तो है
muztar vo ho gae jo paDi un ke kaan mein
मुज़्तर वो हो गए जो पड़ी उन के कान में
kuchh apne daur ki bhi kahaani likhaa karo
कुछ अपने दौर की भी कहानी लिखा करो
duaa hamaari kabhi baa-asar nahin hoti
दुआ हमारी कभी बा-असर नहीं होती
hashr ik guzraa hai viraane pe ghar hone tak
हश्र इक गुज़रा है वीराने पे घर होने तक
dil thaa be-kaif mohabbat ki khataa se pahle
दिल था बे-कैफ़ मोहब्बत की ख़ता से पहले