Sher
ham ko pata hai khuub tumhara hai zohd kya
ai mubtala-e-taqva-o-pindar chup raho
D
Dr. Fauq KareemiDr. Fauq Kareemi
ham ko pata hai khuub tumhara hai zohd kya
ai mubtala-e-taqva-o-pindar chup raho
ghairat tumhare naam se sharma rahi hai aaj
kahte ho apne aap ko khuddar chup raho
ghairat tumhaare naam se sharmaa rahi hai aaj
kahte ho apne aap ko khuddaar chup raho
ham ko pata hai khuub tumhaaraa hai zohd kyaa
ai mubtalaa-e-taqvaa-o-pindaar chup raho
koi ho mo'atabar se mo'atabar dekhaa nahin jaataa
कोई हो मो'तबर से मो'तबर देखा नहीं जाता
kyon ho gayaa hai sard ye baazaar kuchh kaho
क्यों हो गया है सर्द ये बाज़ार कुछ कहो
aankhein kabhi zulfein kabhi lab dekh rahe hain
आँखें कभी ज़ुल्फ़ें कभी लब देख रहे हैं
jo aap apne vaqt ke saanchon mein Dhal gae
जो आप अपने वक़्त के साँचों में ढल गए
raahon mein kuchh aise bhi maqaamaat mileinge
राहों में कुछ ऐसे भी मक़ामात मिलेंगे
manzil kaa jin ko hosh na apnaa pataa mile
मंज़िल का जिन को होश न अपना पता मिले