Sher
ashkon ke nishan parcha-e-sada pe hain qasid
ab kuchh na bayan kar ye ibarat hi bahut hai
E
Ehsan Ali KhanEhsan Ali Khan
ab to bosida ho chale hain ham
अब तो बोसीदा हो चले हैं हम
jab tak itne qurb se dekhaa na thaa
जब तक इतने क़ुर्ब से देखा न था
hamaari samt hain saare Dhalaav
हमारी सम्त हैं सारे ढलाव
hifz-e-gul ke liye rakhte jo nigahbaan kuchh aur
हिफ़्ज़-ए-गुल के लिए रखते जो निगहबाँ कुछ और
phir andheron ne raaste roke
फिर अँधेरों ने रास्ते रोके
hui dastak koi aayaa nahin koi nahin hai
हुई दस्तक कोई आया नहीं कोई नहीं है