Sher
jism to khaak hai aur khaak men mil ja.ega
main bahar-hal kitabon men milunga tum ko

Hosh Nomani Rampuri
jism to khaak hai aur khaak men mil ja.ega
main bahar-hal kitabon men milunga tum ko
vo to bata raha tha ka.i roz ka safar
zanjir khinch kar jo musafir utar gaya
jism to khaak hai aur khaak mein mil jaaegaa
main bahar-haal kitaabon mein milungaa tum ko
vo to bataa rahaa thaa kai roz kaa safar
zanjir khinch kar jo musaafir utar gayaa
nazar ham par hamesha jo ba-sad-tashkik rakhte hain
नज़र हम पर हमेशा जो ब-सद-तश्कीक रखते हैं
savaal ye hai kisi ki koi khataa bhi nahin
सवाल ये है किसी की कोई ख़ता भी नहीं
adaa ye farz suraj kaa huaa to hai kisi had tak
अदा ये फ़र्ज़ सूरज का हुआ तो है किसी हद तक
ik qadam bhi vo mire saath na chal kar aae
इक क़दम भी वो मिरे साथ न चल कर आए
ham ne aankhon mein nahin dil mein sajaayaa tum ko
हम ने आँखों में नहीं दिल में सजाया तुम को
faqat naghmon se taqdir-e-ghulaami phir nahin jaati
फ़क़त नग़्मों से तक़दीर-ए-ग़ुलामी फिर नहीं जाती