Sher
main ne puchha hai ki chaa.e ke liye vaqt koi
hans ke boli hai ishare se ghaDi Thiik nahin

Imran Rahib
main ne puchha hai ki chaa.e ke liye vaqt koi
hans ke boli hai ishare se ghaDi Thiik nahin
us ko khizan ke daur men baghi samajh ke chuum
jo bhi shajar pe akhiri patta dikha.i de
saste men un ko bhulna achchha laga hai aaj
chaa.e ka ek ghunT bhi kaafi raha hai aaj
main ne puchhaa hai ki chaae ke liye vaqt koi
hans ke boli hai ishaare se ghaDi Thiik nahin
us ko khizaan ke daur mein baaghi samajh ke chuum
jo bhi shajar pe aakhiri pattaa dikhaai de
saste mein un ko bhulnaa achchhaa lagaa hai aaj
chaae kaa ek ghunT bhi kaafi rahaa hai aaj
ghar se nikal ke shahr ke raste ko ghurnaa
घर से निकल के शहर के रस्ते को घूरना
gar chaahte ho farsh se aflaak pe rakkho
गर चाहते हो फ़र्श से अफ़्लाक पे रक्खो
lawn mein baiThaa darvaaze par dastak sun kar chaunk paDaa
लॉन में बैठा दरवाज़े पर दस्तक सुन कर चौंक पड़ा
husn ke vasvase se baahar mil
हुस्न के वसवसे से बाहर मिल
us ki hasti qazaa ki qaid mein hai
उस की हस्ती क़ज़ा की क़ैद में है
agle paanch dinon tak jiinaa chaahtaa huun
अगले पाँच दिनों तक जीना चाहता हूँ