Sher
ye khushk lab ye paanv ke chhale ye sar ki dhuul
ham shahar ki faza men bhi sahra-navard hain

Iqbal Haider
ye khushk lab ye paanv ke chhale ye sar ki dhuul
ham shahar ki faza men bhi sahra-navard hain
vahi kaifiyyat-e-chashm-o-dil-o-jan hai 'iqbal'
na koi rabt bana aur na rishta TuuTa
qayamat se bahut pahle qayamat kyuun na ho barpa
jhuka hai aadmi ke samne sar adamiyon ka
qayaamat se bahut pahle qayaamat kyuun na ho barpaa
jhukaa hai aadmi ke saamne sar aadamiyon kaa
vahi kaifiyyat-e-chashm-o-dil-o-jaan hai 'iqbaal'
na koi rabt banaa aur na rishta TuuTaa
ye khushk lab ye paanv ke chhaale ye sar ki dhuul
ham shahar ki fazaa mein bhi sahraa-navard hain
khoe gae to aaine ko mo'atabar kiyaa
खोए गए तो आइने को मो'तबर किया
bujh gai dil ki kiran aaina-e-jaan TuuTaa
बुझ गई दिल की किरन आईना-ए-जाँ टूटा
mahfilon ke darmiyaan tanhaaiyon ke darmiyaan
महफ़िलों के दरमियाँ तन्हाइयों के दरमियाँ
murjhaayaa kabhi dil ko shagufta paayaa
मुरझाया कभी दिल को शगुफ़्ता पाया
samundar ke kinaare ik samundar aadamiyyon kaa
समुंदर के किनारे इक समुंदर आदमिय्यों का
jo tere dard hain vahi sab mere dard hain
जो तेरे दर्द हैं वही सब मेरे दर्द हैं