Sher
bazm se un ki uTh gaya khud main
koi pursan-e-hal tha bhi nahin

Khaleel Raazi
kuchh aur hai mujh ko gham-e-dauraan to nahin hai
कुछ और है मुझ को ग़म-ए-दौराँ तो नहीं है
kisi ke dast-e-inaayat kaa vo diyaa huun main
किसी के दस्त-ए-इनायत का वो दिया हूँ मैं
aksar dayaar-e-ishq se ho kar guzar gae
अक्सर दयार-ए-इश्क़ से हो कर गुज़र गए
jab na koi bhi aasraa hogaa
जब न कोई भी आसरा होगा
mujh ko aataa nahin auron ko jo pyaar aataa hai
मुझ को आता नहीं औरों को जो प्यार आता है
dil se nikle to zabaan tak pahunche
दिल से निकले तो ज़बाँ तक पहुँचे