Sher
isi miTTi se hasab aur nasab tha apna
kyuun hue shahar men avara bahut mat puchho

Khalid Raheem
dariyaa ke dhaDakte siine tak saahil ki du'aa le jaaungaa
दरिया के धड़कते सीने तक साहिल की दु'आ ले जाऊँगा
abhi raushan hui hain mere ghar ki battiyaan mujh se
अभी रौशन हुई हैं मेरे घर की बत्तियाँ मुझ से
hans hans ke bolne ki fazaa kaun le gayaa
हँस हँस के बोलने की फ़ज़ा कौन ले गया
ibtidaa aur intihaa kaa silsila koi na thaa
इब्तिदा और इंतिहा का सिलसिला कोई न था
taarik zindagi ko banaane lagaa hai vo
तारीक ज़िंदगी को बनाने लगा है वो
apni naa-karda-gunaahi kaa sila bhi rakh le
अपनी ना-कर्दा-गुनाही का सिला भी रख ले