laa.i hai kahan mujh ko tabi.at ki do-rangi
duniya ka talabgar bhi duniya se khafa bhi

Midhat
Midhat
Sherशेर
See all 12 →laa.i hai kahan mujh ko tabi.at ki do-rangi
लाई है कहाँ मुझ को तबीअत की दो-रंगी
khvabon ki tijarat men yahi ek kami hai
ख़्वाबों की तिजारत में यही एक कमी है
main ne sahil se use Dubte dekha tha faqat
मैं ने साहिल से उसे डूबते देखा था फ़क़त
mire vajud men shamil rahe hain kitne vajud
मिरे वजूद में शामिल रहे हैं कितने वजूद
kuuch karne ki ghaDi hai magar ai ham-safro
कूच करने की घड़ी है मगर ऐ हम-सफ़रो
ham ko usi dayar ki miTTi hui aziiz
हम को उसी दयार की मिट्टी हुई अज़ीज़
Popular Sher & Shayari
24 totalkhvabon ki tijarat men yahi ek kami hai
chalti hai dukan khuub kama.i nahin deti
main ne sahil se use Dubte dekha tha faqat
mujhe gharqab karega yahi manzar us ka
mire vajud men shamil rahe hain kitne vajud
to phir ye kaise kahun jo kiya kiya main ne
kuuch karne ki ghaDi hai magar ai ham-safro
ham udhar ja nahin sakte jidhar sab ga.e hain
ham ko usi dayar ki miTTi hui aziiz
naqshe men jis ka nam-pata ab nahin raha
ham ko usi dayaar ki miTTi hui aziiz
naqshe mein jis kaa naam-pata ab nahin rahaa
laai hai kahaan mujh ko tabiat ki do-rangi
duniyaa kaa talabgaar bhi duniyaa se khafaa bhi
tu samajhtaa hai mujhe harf-e-mukarrar lekin
main sahifa huun tire dil pe utarne vaalaa
jism us ki god mein ho ruuh tere ru-ba-ru
faahisha ke garm bistar par riyaa-kaari karun
aankhein hain magar khvaab se mahrum hain 'midhat'
tasvir kaa rishta nahin rangon se zaraa bhi
jaane vaale mujhe kuchh apni nishaani de jaa
ruuh pyaasi na rahe aankh mein paani de jaa
Ghazalग़ज़ल
is numaaish-gaah mein kab tak havas-kaari karun
इस नुमाइश-गाह में कब तक हवस-कारी करूँ
hunar diyaa bhi nahin le liyaa anguThaa bhi
हुनर दिया भी नहीं ले लिया अँगूठा भी
tujhe paa kar kabhi dekhaa nahin hai
तुझे पा कर कभी देखा नहीं है
main ne jo kuchh kho diyaa ab is ko paa saktaa nahin
मैं ने जो कुछ खो दिया अब इस को पा सकता नहीं
jis raaste pe paanv rakhaa us se jaa milaa
जिस रास्ते पे पाँव रखा उस से जा मिला
tishnagi apni bujhaane ke liye jab gae hain
तिश्नगी अपनी बुझाने के लिए जब गए हैं





