Sher
kis sher ki aamad hai ki ran kaanp raha hai
rustam ka jigar zer-e-kafan kaanp raha hai

Mirza Salaamat Ali Dabeer
kis sher ki aamad hai ki ran kaanp raha hai
rustam ka jigar zer-e-kafan kaanp raha hai
dil saaf ho kis tarah ki insaf nahin hai
insaf ho kis tarah ki dil saaf nahin hai
kis sher ki aamad hai ki ran kaanp rahaa hai
rustam kaa jigar zer-e-kafan kaanp rahaa hai
dil saaf ho kis tarah ki insaaf nahin hai
insaaf ho kis tarah ki dil saaf nahin hai