Sher
ham se milta hai manzilon ka pata
aur khud be-nishan hain ham log

Mushtaq Naqvi
ham se milta hai manzilon ka pata
aur khud be-nishan hain ham log
roz jiite hain roz marte hain
kis qadar sakht-jan hain ham log
ham se miltaa hai manzilon kaa pata
aur khud be-nishaan hain ham log
roz jiite hain roz marte hain
kis qadar sakht-jaan hain ham log
zabaan pe khud-bakhud arz-e-mohabbat aai jaati hai
ज़बाँ पे ख़ुद-बख़ुद अर्ज़-ए-मोहब्बत आई जाती है
gulshan bhi sajaae hain is ne ye jhalkaa hai shamshir mein bhi
गुलशन भी सजाए हैं इस ने ये झलका है शमशीर में भी
bahut pahunche to un ke kaakul-o-rukhsaar tak pahunche
बहुत पहुँचे तो उन के काकुल-ओ-रुख़्सार तक पहुँचे
silsila jab tiri baaton kaa javaan hotaa hai
सिलसिला जब तिरी बातों का जवाँ होता है
karam mein hai na sitam mein na iltifaat mein hai
करम में है न सितम में न इल्तिफ़ात में है
saaz bane un ashkon se jo bahte hain tanhaai mein
साज़ बने उन अश्कों से जो बहते हैं तन्हाई में