Sher
kuchh khauf-e-khuda kijiye is tarah na chaliye
sau baar to is chaal pe talvar chali hai

Nawab Begam Hijab
kuchh khauf-e-khuda kijiye is tarah na chaliye
कुछ ख़ौफ़-ए-ख़ुदा कीजिए इस तरह न चलिए
javab do ki na do ai buto nahin parva
जवाब दो कि न दो ऐ बुतो नहीं पर्वा
daman-e-mahbub tak pahuncha na jab dast-e-junun
दामन-ए-महबूब तक पहुँचा न जब दस्त-ए-जुनूँ
jo us ne kaha go vahi karte ga.e ham to
जो उस ने कहा गो वही करते गए हम तो
kuchh khauf-e-khuda kijiye is tarah na chaliye
sau baar to is chaal pe talvar chali hai
javab do ki na do ai buto nahin parva
kahun jo kuchh vo bara.e-khuda suno to sahi
daman-e-mahbub tak pahuncha na jab dast-e-junun
baDh gaya na-char apne hi gareban ki taraf
jo us ne kaha go vahi karte ga.e ham to
is par bhi nigahon se utarte ga.e ham to
jo us ne kahaa go vahi karte gae ham to
is par bhi nigaahon se utarte gae ham to
kuchh khauf-e-khudaa kijiye is tarah na chaliye
sau baar to is chaal pe talvaar chali hai
javaab do ki na do ai buto nahin parvaa
kahun jo kuchh vo baraae-khudaa suno to sahi
daaman-e-mahbub tak pahunchaa na jab dast-e-junun
baDh gayaa naa-chaar apne hi garebaan ki taraf