Sher
kaun ab us ko ujaDne se bacha sakta hai
haa.e vo ghar ki jo apne hi makin ka na raha

Nazir Fatehpuri
nekiyaan boiin aur badi paai
नेकियाँ बोईं और बदी पाई
tilism-e-dahr ke parde TaToltaa kaise
तिलिस्म-ए-दहर के पर्दे टटोलता कैसे
har roz nayaa ik sitam ijaad karo ho
हर रोज़ नया इक सितम ईजाद करो हो
khvaabon ke aaine ko palkon se saaf kar le
ख़्वाबों के आइने को पलकों से साफ़ कर ले
'nazir' kah ki na kah be-nazir kitnaa huun
'नज़ीर' कह कि न कह बे-नज़ीर कितना हूँ
aasmaan kaa na rahaa aur zamin kaa na rahaa
आसमाँ का न रहा और ज़मीं का न रहा