Sher
hazar rang-ba-daman sahi magar duniya
bas ek silsila-e-etibar hai, kya hai

Nikhat Barelvi
ai mauj-e-sabaa soz-e-mujassam use kahnaa
ऐ मौज-ए-सबा सोज़-ए-मुजस्सम उसे कहना
har ek lamha tabiat pe baar hai, kyaa hai
हर एक लम्हा तबीअत पे बार है, क्या है
ab us ki yaad sataane ko baar baar aae
अब उस की याद सताने को बार बार आए
ghubaar-e-raah ke maanind rahguzaar mein hain
ग़ुबार-ए-राह के मानिंद रहगुज़ार में हैं
ab ahl-e-dil hain ki naayaab hote jaate hain
अब अहल-ए-दिल हैं कि नायाब होते जाते हैं