Sher
bigaD kar ja rahe ho tum nihayat shauq se jaao
zara Thahro tumhare dar-ba-dar hone se Darti huun

Nikhat Iftikhar
bigaD kar ja rahe ho tum nihayat shauq se jaao
बिगड़ कर जा रहे हो तुम निहायत शौक़ से जाओ
jaane kis vaqt kuuch karna ho
जाने किस वक़्त कूच करना हो
rog hai husn ka ya koi na.i sazish hai
रोग है हुस्न का या कोई नई साज़िश है
main saari talkhiyon ke mushtahar hone se Darti huun
मैं सारी तल्ख़ियों के मुश्तहर होने से डरती हूँ
har udasi men ka.i rang utar aa.e hain
हर उदासी में कई रंग उतर आए हैं
bigaD kar ja rahe ho tum nihayat shauq se jaao
zara Thahro tumhare dar-ba-dar hone se Darti huun
jaane kis vaqt kuuch karna ho
apna saman mukhtasar rakhiye
rog hai husn ka ya koi na.i sazish hai
dekhte hain jo mujhe sab tiri dekha-dekhi
main saari talkhiyon ke mushtahar hone se Darti huun
ab is tanha.i ki sab ko khabar hone se Darti huun
har udasi men ka.i rang utar aa.e hain
aaj phir teri nigahon se jo duniya dekhi
jaane kis vaqt kuuch karnaa ho
apnaa saamaan mukhtasar rakhiye