Sher
mujhe to itni khabar hai ki musht-e-khak tha main
jo chak-e-mohlat-e-girya pe raqs karta raha

Nisar Nasik
jo mere dil mein farozaan hai shaairi ki tarah
जो मेरे दिल में फ़रोज़ाँ है शाइरी की तरह
mujh ko be-khvaabi ki Tahni par sisakte dekhtaa rahtaa hai vo
मुझ को बे-ख़्वाबी की टहनी पर सिसकते देखता रहता है वो
shaairi meri tapasyaa lafz hai bargad miraa
शाइरी मेरी तपस्या लफ़्ज़ है बरगद मिरा
mujhe sambhaal miraa haath thaam kar le jaa
मुझे सँभाल मिरा हाथ थाम कर ले जा
meri apnaai hui qadron ne hi nochaa mujhe
मेरी अपनाई हुई क़द्रों ने ही नोचा मुझे
paraae logon ne tai kar liyaa safar meraa
पराए लोगों ने तय कर लिया सफ़र मेरा