Sher
kabhi un ko milti nahin koi manzil
badalte hain jo har qadam par irade
R
Raqim LakhnaviRaqim Lakhnavi
kabhi un ko milti nahin koi manzil
कभी उन को मिलती नहीं कोई मंज़िल
ai chashm-e-iltifat ke maare hue sambhal
ऐ चश्म-ए-इल्तिफ़ात के मारे हुए सँभल
un ke liye uTha.in tabassum ki zahmaten
उन के लिए उठाईं तबस्सुम की ज़हमतें
sarf-e-sujud kar ke jabin-e-nazar ko main
सर्फ़-ए-सुजूद कर के जबीन-ए-नज़र को मैं
dam bhar agar nasib ho fursat to ponchh lo
दम भर अगर नसीब हो फ़ुर्सत तो पोंछ लो
kabhi un ko milti nahin koi manzil
badalte hain jo har qadam par irade
ai chashm-e-iltifat ke maare hue sambhal
ye husn-e-ittifaq hai husn-e-nazar nahin
un ke liye uTha.in tabassum ki zahmaten
lena paDa khushi ka sahara kabhi kabhi
sarf-e-sujud kar ke jabin-e-nazar ko main
me.araj de raha huun tire sang-e-dar ko main
dam bhar agar nasib ho fursat to ponchh lo
peshaniyon pe gard-e-safar hai musafiro
un ke liye uThaain tabassum ki zahmatein
lenaa paDaa khushi kaa sahaaraa kabhi kabhi
sarf-e-sujud kar ke jabin-e-nazar ko main
mearaaj de rahaa huun tire sang-e-dar ko main
dam bhar agar nasib ho fursat to ponchh lo
peshaaniyon pe gard-e-safar hai musaafiro
kabhi un ko milti nahin koi manzil
badalte hain jo har qadam par iraade
ai chashm-e-iltifaat ke maare hue sambhal
ye husn-e-ittifaaq hai husn-e-nazar nahin