Sher
kaise sukun pa.un tujhe dekhne ke ba.ad
ab kya ghazal suna.un tujhe dekhne ke ba.ad

Saeed Shahidi
kaise sukun pa.un tujhe dekhne ke ba.ad
ab kya ghazal suna.un tujhe dekhne ke ba.ad
nasheman par nasheman is qadar ta'mir karta ja
ki girte girte bijli aap khud be-zar ho jaa.e
khud aag de ke apne nasheman ko aap hi
bijli se intiqam liya hai kabhi kabhi
kaise sukun paaun tujhe dekhne ke baad
ab kyaa ghazal sunaaun tujhe dekhne ke baad
nasheman par nasheman is qadar taa'mir kartaa jaa
ki girte girte bijli aap khud be-zaar ho jaae
khud aag de ke apne nasheman ko aap hi
bijli se intiqaam liyaa hai kabhi kabhi
shaam-e-gham jab dar-ba-dar ho jaaegi
शाम-ए-ग़म जब दर-ब-दर हो जाएगी
sar-e-mahfil dil-e-tanhaa pe hansi aati hai
सर-ए-महफ़िल दिल-ए-तन्हा पे हँसी आती है
dil hai kyon itnaa pareshaan mujhe maalum nahin
दिल है क्यों इतना परेशाँ मुझे मालूम नहीं
chaman mahfuz hogaa meri duniyaa miT gai hogi
चमन महफ़ूज़ होगा मेरी दुनिया मिट गई होगी
itnaa hi sahaaraa dil-e-naakaam bahut hai
इतना ही सहारा दिल-ए-नाकाम बहुत है
jab koi mehrbaan nahin hotaa
जब कोई मेहरबाँ नहीं होता