Sher
mil ke laga hai aaj zamane Thahar ga.e
tujh se bichhaD ke vaqt guzara nahin gaya

Tahira Jabeen Tara
mil ke laga hai aaj zamane Thahar ga.e
tujh se bichhaD ke vaqt guzara nahin gaya
saja liya hai hatheli pe ham ne us ka naam
is liye to bichhaD jaane ka malal na tha
ye aankh nam thi zaban par magar saval na tha
ham apni zaat men gum the koi khayal na tha
ye aankh nam thi zabaan par magar savaal na thaa
ham apni zaat mein gum the koi khayaal na thaa
mil ke lagaa hai aaj zamaane Thahar gae
tujh se bichhaD ke vaqt guzaaraa nahin gayaa
sajaa liyaa hai hatheli pe ham ne us kaa naam
is liye to bichhaD jaane kaa malaal na thaa