Sher
gaya qarib jo parvana rah gaya jal kar
jamal khaas hadon tak jamal hota hai

Urooj Zaidi Badayuni
gaya qarib jo parvana rah gaya jal kar
jamal khaas hadon tak jamal hota hai
qadam qadam pe main sambhla huun Thokaren kha kar
ye Thokaron ne bataya ghalat-ravi kya hai
is dilbari ki shaan ke qurban ja.iye
ab dil-dahi ko aa.e hain jab dil nahin raha
is dilbari ki shaan ke qurbaan jaaiye
ab dil-dahi ko aae hain jab dil nahin rahaa
gayaa qarib jo parvaana rah gayaa jal kar
jamaal khaas hadon tak jamaal hotaa hai
qadam qadam pe main sambhlaa huun Thokarein khaa kar
ye Thokaron ne bataayaa ghalat-ravi kyaa hai