Sher
main ne mangi thi ujale ki faqat ek kiran
tum se ye kis ne kaha aag laga di jaa.e

Zakia Ghazal
raat tanhaai be-qaraari hai
रात तन्हाई बे-क़रारी है
aadhaa jivan dard mein kaaTaa aadhaa khaak uDaane mein
आधा जीवन दर्द में काटा आधा ख़ाक उड़ाने में
sadaa-e-mehr-o-mohabbat lagaane aae hain
सदा-ए-मेहर-ओ-मोहब्बत लगाने आए हैं
malaal dil mein kisi dard kaa nahin rakhnaa
मलाल दिल में किसी दर्द का नहीं रखना
bas ik zaraa khayaal hamein dosti kaa hai
बस इक ज़रा ख़याल हमें दोस्ती का है
amaanat mein khayaanat ho rahi hai
अमानत में ख़यानत हो रही है