SHAWORDS

sitam kaisaa ahl-e-chaman kar rahe hain — Zeeshan Nomani

HomeZeeshan NomaniGhazal
"sitam kaisaa ahl-e-chaman kar rahe hain gulaabon ke chhalni badan kar rahe hain shahidon ko ham de rahein hain salaami shahaadat ko un ki naman kar rahe hain mohabbat hai jin ki ye phaili jahaan mein mohabbat ko un ki chaman kar rahe hain ujaalaa hai jin ki badaulat jahaan mein havaale ham un ke vatan kar rahe hain lipaT kar hain aate tirange mein jo bhi tirange kaa un ko kafan kar rahe hain"
Urdu

ستم کیسا اہل چمن کر رہے ہیں گلابوں کے چھلنی بدن کر رہے ہیں شہیدوں کو ہم دے رہیں ہیں سلامی شہادت کو ان کی نمن کر رہے ہیں محبت ہے جن کی یہ پھیلی جہاں میں محبت کو ان کی چمن کر رہے ہیں اجالا ہے جن کی بدولت جہاں میں حوالے ہم ان کے وطن کر رہے ہیں لپٹ کر ہیں آتے ترنگے میں جو بھی ترنگے کا ان کو کفن کر رہے ہیں

Hindi

सितम कैसा अहल-ए-चमन कर रहे हैं गुलाबों के छलनी बदन कर रहे हैं शहीदों को हम दे रहें हैं सलामी शहादत को उन की नमन कर रहे हैं मोहब्बत है जिन की ये फैली जहाँ में मोहब्बत को उन की चमन कर रहे हैं उजाला है जिन की बदौलत जहाँ में हवाले हम उन के वतन कर रहे हैं लिपट कर हैं आते तिरंगे में जो भी तिरंगे का उन को कफ़न कर रहे हैं

sitam kaisā ahl-e-chaman kar rahe haiñ
Zeeshan Nomani
Zeeshan Nomani
Zeeshan Nomani
poet8 quotes