Shayari
kaisi hain aazmaaishein kaisaa ye imtihaan hai
mere junun ke vaaste hijr ki ek raat bas
payambaron ki zabaani kahi suni ham ne
vo kah rahaa thaa ki mere bhi intikhaab mein aa
پیمبروں کی زبانی کہی سنی ہم نے
وہ کہہ رہا تھا کہ میرے بھی انتخاب میں آ
पयम्बरों की ज़बानी कही सुनी हम ने
वो कह रहा था कि मेरे भी इंतिख़ाब में आ

kaisi hain aazmaaishein kaisaa ye imtihaan hai
mere junun ke vaaste hijr ki ek raat bas
is qadar Duube gunaah-e-ishq mein tere habib
sochte hain jaaeinge kis munh se tauba ki taraf
shukriyaa tum ne bujhaayaa miri hasti kaa charaagh
tum sazaa-vaar nahin tum ne to achchhaai ki
jab baat vafaa ki aati hai jab manzar rang badaltaa hai
aur baat bigaDne lagti hai vo phir ik vaada karte hain
basti tamaam khvaab ki viraan ho gai
yuun khatm shab hui sahar aasaan ho gai
rah gayaa dard dil ke pahlu mein
ye jo ulfat thi dard-e-sar na hui