main hikayat-e-dil-e-be-nava men isharat-e-gham-e-javidan
main vo harf-e-akhir-e-motabar jo likha gaya na paDha gaya

Afeef Siraj
Afeef Siraj
Sherशेर
See all 18 →main hikayat-e-dil-e-be-nava men isharat-e-gham-e-javidan
मैं हिकायत-ए-दिल-ए-बे-नवा में इशारत-ए-ग़म-ए-जाविदाँ
khvab-alud nigahon se ye kahta guzra
ख़्वाब-आलूद निगाहों से ये कहता गुज़रा
jab baat vafa ki aati hai jab manzar rang badalta hai
जब बात वफ़ा की आती है जब मंज़र रंग बदलता है
basti tamam khvab ki viran ho ga.i
बस्ती तमाम ख़्वाब की वीरान हो गई
is qadar naaz na kiije ki buzurgon ne bahut
इस क़दर नाज़ न कीजे कि बुज़ुर्गों ने बहुत
kuchh khud men kashish paida kar lo ki mahfil tum se aankh bhare
कुछ ख़ुद में कशिश पैदा कर लो कि महफ़िल तुम से आँख भरे
Popular Sher & Shayari
36 totalkhvab-alud nigahon se ye kahta guzra
main haqiqat tha jo ta.abir men rakkha gaya tha
jab baat vafa ki aati hai jab manzar rang badalta hai
aur baat bigaDne lagti hai vo phir ik va.ada karte hain
basti tamam khvab ki viran ho ga.i
yuun khatm shab hui sahar asan ho ga.i
is qadar naaz na kiije ki buzurgon ne bahut
barha bazm-e-khud-ara.i saja.i hui hai
kuchh khud men kashish paida kar lo ki mahfil tum se aankh bhare
ye chaal baDe ayyar ki hai ye chaal na khali ja.egi
sahraa mein base sab divaane shahron mein bhi mahshar hai barpaa
allaah tiri is khilqat se baaqi na rahaa viraana tak
is qadar naaz na kiije ki buzurgon ne bahut
baarhaa bazm-e-khud-aaraai sajaai hui hai
rah gayaa dard dil ke pahlu mein
ye jo ulfat thi dard-e-sar na hui
kaisi hain aazmaaishein kaisaa ye imtihaan hai
mere junun ke vaaste hijr ki ek raat bas
is qadar Duube gunaah-e-ishq mein tere habib
sochte hain jaaeinge kis munh se tauba ki taraf
kuchh khud mein kashish paidaa kar lo ki mahfil tum se aankh bhare
ye chaal baDe ayyaar ki hai ye chaal na khaali jaaegi
Ghazalग़ज़ल
vo jo husn-e-kul ki dalil thaa vo khayaal aa ke sajaa gayaa
वो जो हुस्न-ए-कुल की दलील था वो ख़याल आ के सजा गया
mujh ko ik arsa-e-dil-gir mein rakkhaa gayaa thaa
मुझ को इक अर्सा-ए-दिल-गीर में रक्खा गया था
tire shahr-e-amn kaa kyaa kahein ki har ik makaan judaa saa hai
तिरे शहर-ए-अम्न का क्या कहें कि हर इक मकान जुदा सा है
mere junun-e-shauq ko itni si kaaenaat bas
मेरे जुनून-ए-शौक़ को इतनी सी काएनात बस
shauq-e-vaarafta chalaa shahr-e-tamaashaa ki taraf
शौक़-ए-वारफ़्ता चला शहर-ए-तमाशा की तरफ़
hamaari tishna-labi ab subu se khelegi
हमारी तिश्ना-लबी अब सुबू से खेलेगी





