Shayari
main to husn-e-nazar samajhtaa huun
log jis ko shabaab kahte hain
A
Afzal Peshawarihamesha ke liye vo jaa chuke hain
khayaal un kaa magar jaataa nahin hai
ہمیشہ کے لیے وہ جا چکے ہیں
خیال ان کا مگر جاتا نہیں ہے
हमेशा के लिए वो जा चुके हैं
ख़याल उन का मगर जाता नहीं है
main to husn-e-nazar samajhtaa huun
log jis ko shabaab kahte hain
mohabbat main bhi kartaa huun mohabbat tum bhi karte ho
magar donon mein munh-dekhi mohabbat kaun kartaa hai
sujhti hain sainkaDon baatein mujhe
haath se mauqa nikal jaane ke baa'd
laakh duniyaa khilaaf ho jaae
aap kaa dil to saaf ho jaae
jo mere 'ilm mein nahin aai
vo khataa to mu'aaf ho jaae
husn ko laa-javaab kahte hain
ghairat-e-aaftaab kahte hain